3 Ladke Restaurant mein khana khane gaye.

3 Ladke Restaurant mein khana khane gaye. Bill bana 75 ka, Isliye unhone aapas mein 25-25-25 rupye chukaye, Manager ne ab unko 5 rupye wapas waiter ke hato lota diye, Par waiter ne 2 Rupya khud rakh kar un Ladko ko sirf 3 rupya lautaye, Ab 25 – 1 = 24 25 – 1 = 24 25 – 1 = 24 Isliye tino ko Total 72 Rs. ka kharcha hua. Aur waiter ke paas 2 Rs. hai, Arey ! 72 (kharcha) + 2 (Waiter ke paas) = 74 Rs. To 1 Rupya gaya kaha ?

"3 Ladke Restaurant mein khana khane gaye. Bill bana 75 ka, Isliye unhone aapas mein 25-25-25 rupye chukaye, Manager ne ab unko 5 rupye wapas waiter ke hato lota diye, Par waiter ne 2 Rupya khud rakh kar un Ladko ko sirf 3 rupya lautaye, Ab 25 – 1 = 24 25 – 1 = 24 25 – 1 = 24 Isliye tino ko Total 72 Rs. ka kharcha hua. Aur waiter ke paas 2 Rs. hai, Arey ! 72 (kharcha) + 2 (Waiter ke paas) = 74 Rs. To 1 Rupya gaya kaha ?"

उत्तर:

Unhone manager ko diya = 75 Rs. Manager ne wapas diya = 5 Rs. Isliye ab unka bill hua = 70 Rs. aur 2 Rs. waiter ne le liye. Isliye Actual me ab Bill hua = 70 + 2 = 72 Rs. Aur waiter ne 3 Rs. wapas de diye. To ho gaye na 72 Rs. Bill + 3 Rs. Wapas diye = 75 Rs. Isliye 1 Rupya kahi nahi gaya…

4 views

Related पहेलियां

टिप्पणियां (0)

टिप्पणी लिखें

अभी तक कोई टिप्पणी नहीं। पहले टिप्पणी करने वाले बनें!